Loading...
لوڈ ہو رہا ہے
Loading...
لوڈ ہو رہا ہے

Composer: Salim Sulaiman
Reciter: Salim Sulaiman and Salman Ali
Duration: 7 min
Studio Player
Roman Script Reading
Rich spacing, elevated contrast, and immersive reading tone.
**Naad-e-Aliyan Mazharil Aja’eb** **Opening (Arabic)** Naad e AlIiyan Mazharil Ajaa'ebi, Tajid-hu Awnal-Laka Fin Nawaa-ebi, Kulli Hammin Wa Ghammin Sayanjalee, Be Wilayeteka Ya Ali… Ya Ali… Ya Ali… **Chorus** Ya ali, ya ali, ya ali tu rehem kar Ya ali, ya ali, ya maula tu fazal kar Ya ali, ya ali, ya ali tu rehem kar Ya ali, ya ali, ya maula tu fazal kar **Verse 1** Mursheed hain mere sarkaar hain ali Momin ke dil ka qaraar hain ali Jab bhi pukaara hain naad-e-ali… Mil jaaye humko imdaad-e-ali Sher-e-khuda asadullah Sadqaa tera hai imam ali **Chorus** Ya ali, ya ali, ya ali tu rehem kar Ya ali, ya ali, ya maula tu fazal kar **Verse 2** Rasoolullah ne ghadeer-e-khum mein, Mann kunto farmaaya Jiska hoon mein maula… Haan jiska hoon main maula, Uska Ali hai maula, uska Ali hai maula, Ali Maula… **Chorus** Ya ali, ya ali, ya ali tu rehem kar Ya ali, ya ali, ya maula tu fazal kar **Verse 3** Kaaba ki waahid paidaish hain ali Mohammed ke jaanasheen hain ali Hasn-o-hussain ki shaan ali Khaatoon-e-jannat ki aan ali Sher-e-khuda asadullah Sadqaa tera hain imam ali **Chorus** Ya ali, ya ali, ya ali tu rehem kar Ya ali, ya ali, ya maula tu fazal kar **Closing** Shaah-e-mardaan… Sher-e-azdaan… Ameer-ul-momineen…